Thursday, 6 July 2017

Paytm se paise kaise kamaye 2017


Hello Friends Ager आप Paytm se ऑनलाइन paise कामना chate hai to apko pata hi hoga ki Paytm ek e-commerce websiite hai. Paytm india e-wallat lokpriye website ban chuki hai India ke bhot se user paytm ko e-wallet ke liye use karte hai.

paytm ko payment karne or पेमेंट receive karne ke liye karte hai me apko paytm se paise kaise kamaye


Paytm se paise kaise kamaye 2017



Paytm Kya hai 


Paytm India ki most populer E-commerce website hai. Paytm ek online wallet application hai. Paytm ko bhot pasand kiya ja raha.  paytm wallet se ap apne nera market me paytm se payment ker sakte hai,  sath hi sath online site per bhi paytm se payment kr sakte hai. Paytm se ap apne bank account me paise transfer ker sakte hai or Bank se apne paytm wallet me add kr sakte hai. 
Paytm se Paise kaise kamaye

#1 Paytm se online Recharge kar ke paise kamaye 

Paytm se Recharge se ap online recharge karke paise kamane ke liye use ker sakte hai. apko paytm se paise kamane ke liye 500 Rs invest karene honge. jo apko apne Paytm wallet me add karne hai jis se ap rechrge kr sako.

paytm se ap apne friend ya kisi ka bhi releted recharge kr sakte hai. or usse paise kamane ke liye ap Paytm Promocode ka istemal ker sakte hai. jis se apko kuch % discount milega esa karke bhot sakare paise kama sakte hai 

Kya Kya Recharge ker sakte hai 
  1. Mobile Recharge : ap apne friend ka ya apne kisi bhi releted ya padosi ka mobile recharge kr sakte hai
  2. DTH : Aj kal log DTH ka iste mal karte hai or ap DTH echarge ker sakte hai use bhi ap paise kama sakte hai. 
  3. Bill Payment : ap kisi ka bhi online bill bhar sakte hai or kuch paise le sakte hai. log lambi line bachne ke liye online payment karbae hai. ap unke bill payment karake kuch paise le sakte hai.
Paytm PromoCode : 

#1

Flat 5%cashback On Mobile Recharge -All User
Minimum Recharge Value : Rs:-50
Minimum Cashback : Rs :-25
Is code ko 3 bar use kr sakte hai

Copan Caode:- FLAT5 

#2 

Paytm promo code -upto Rs 10 CashBack On Rechrage Or bill payment - all user
CashBack offer :- Rs. 10
Ap is Code ko 10 baar istemal kr sakte hai


Copan Code :-   GRAB10  

#3

Paytm apko offer de raha hai 1 Lakh rupay jitne ka moka CashBack On Atleast One RechargeBill Payment Transsaction using  "LAKHPATI" Code

Paytm seller bane 


Paytm se paise kaise kamaye 2017
Credit by: Paytm.com


Paytm se apko paise kamane hai to paytm seller ban kr bhi paise kama sakte hai ap paytm pe apne product sale kr sakte hai or paise kama sakte hai Paytm per 10 Core se bhi jada coustmer hai or 1 Lakh se jada paytm seller hai hai. bhot se paytm seller accha paisa kama rahe hai. 


Ager ap koi bussnes kr rahe hai ho ya apki koi shop hai to ap anpne dukan ke saman ko paytm pr bhi seller pr bhi sell kr sakte hai uske lie apko apna paytm seller pr account banana hoga.

Paytm pr ager ap koi product sell krte hai to apko us product ke jada paise mijyege or apko kahi jane ki jarirat nahi padegi ap apke ghar pr paytm ke taraf se log apke ghar aayege or apke product laker apke online customer ko de denge apko paytm apne camision lake apke baki ke paise de dega.

Kya kya sell kar sakte hai:-

  • Mobile
  • Laptop 
  • Clothing Fashion
  • Shoes
  •  Home & Kitchen 
Paytm Affiliant market 



  • Affiliant market kya hai :- Yeh Ek Online shopping  ka wo system ham jisse ham kishi bhi online shopping company (site) ka Product sell (promote) karte hain . or uske badhle me company hame  sell kiye huye samaan ka kuch % commission deti hai. in my case 
Paytm se judne ke liye apko paytm afiliant market se join kr krke ap afiliant market shuru ker sakte hai. paytm affiliat maketing se judne keliye apko is link se se jude sakte hai. Paytm Afiliant Market Singup Form se jaker ap apne affliant market account bana sakte hai paytm Affiliant pe account bana me help karege Paytm Affiliant Market Guidelines

So friends muje ummid hai ye article apko bhot pasand aaya hoga  apko pata chal gaya hoga ki paytm se paise kaise kamaye 

Apne dosto se ye jankari share jarur Kare Taki wo bhi Kuch income kr sake. Hamre Facebook page ko like kare. Twitter pe Follow kare.



<---------------Ye bhi padhe ---------------->



No comments:

Post a Comment