Monday, 15 May 2017

Whatsapp 6 Best interesting useful tricks





Whatsap aj tak ka sabse populer or famous mobile text massage applicaion hai whatsap sabhi phones ke liye uplabd hai ap whaatsap ko kisi bhi mobile me install ker sakte ho whatsap ko use karna bhot easy hai. whatsap ko ham daily life mei use karte hai per whatsap ki trick se ham ajan hai ajj me apko batauga whatsap ki kuch khase tricks jis se app anjaan hai.


Apne whatsapp messanger ko lock kare 

Aaj kal is ke hath me ham apna mobile pakda dete hai to wo hamre whatsap ko open karta hai or persnal message ko read karta hai jo ham nah chate ki koi hamara message ko read kare. whatsap pe ham apni bate kisi or ko nahi read karana chate or ham nahi chate ki koi hamre  chori karne ki aadat sar chadh kar ho rhi hai ,sabhi log ek dusre ki persional cheeje dekhna chahte hai. Aaj is trick ki help se aapko ek aise application ko batauanga jo aapko whatsapp ko lock kar dega aur aapke alava isko koi aur persion open nhi kar payega ,to dosto us chhote se application ka naam hai "whatsapp lock" .Is app ko aap Google play store se direct  download kar sakte ho.


Read Also:-Apka mobile Hang kyu hota hai jane
Bina bataye message ko read kare 

Bina apke friend ko pata chale ap whatsap ke message ko read ker sakte hai is trick me apke friend ko pata nahi chalta ki apke friend ko ki apne uska neja hua message read kiya hai ki nahi.


  1. Apne phone me filight mode ON kare.
  2. Whatsap message ko read kare.
  3. Flight Mode ko phir se ON kare
  4. Nahi nile rang ka tick dikhi dega jisne apko mesage kiya hai use ye nahi pata chalega ki apne uska message read kiya hai ya nahi.
Whatsap Voice typing ka istemal kare 

  • Ek bar jab apne message box me message ko likne ke liye message me tap karte hai to apke samne ek mick icon dikhi deta hai 
  • Mick icon per click karke apko apna message ko bolna hai or apka message apne ap type ho jayega.
  • Jab ap apne message ko bolna suru karge to apka message type hona suru ho jayega.



Read Also:- Apne friend ka Whatsapp Crash kare bomber se.

Apne Whatsap account ka Backup banaye 

Agar aap whatsap ko use karte hai to apko jarur pata hoga ki aap jo message kisi ko send ya recieve karte ho wo kisi nischit time par backup ho jate hai .Backup ka feature whatsapp me isliye daala taaki kisi whatsapp user se galti se koi chat delete ho jaye aur  baad me usko us chat ki jarurat pad jaye to wo asani se us bakup ke jariye usko recover kar sakta hai.



  • Sabse pehele apna whatsapp account ko open karna hai 
  • Ab apne Whatsap "setting" me jaye.
  • Iske baad "chat and call" setting me jana.
  • Ap apko isme Chat "Chat Buckup" ke option me click kare. 
  • Ab apke samne Green colour ka Box me "buck up" likha hai us per click kare. 
  • Apke whatsap ka buck up tayaar ho jayega. ap kabhi bhi  usko istemal ker sakte hai.






Whatsapp mobile no Change kare.


Whatsap mobile no change kerne e liye Whatsap tirck hai isme ap apne whatsap mobile no change ker sakte hai, mobile no cange karne ke liye whatsap no ko change karne ke liye step ko follow kare.


  • Sabse pehle aap apna whatsapp account kholiye.
  • Iske baad "setting" me jayiye.
  • Iske baad setting me ek option hoga "account" us par click karna iske baad ek aur option hoga wanha par "change Number" ka is par click karna.
  • Ab apko "Next" per click kare.
  • Jis no se apka whatsapp chal raha hai us no ko dale uske baad new no dale jis se ap apna whatsap chalana chate ho no dalne ke baad "Done" per click ker de.
  • whatsapp aapke new no. par confirmation bhejega bas wo enter kar dena aur apka no change ho jayega.


Apne purane whatsapp account ko kaise delete kare
  • Apne whatsapp ko open kare.
  • Ap apne whatsap "menu button" per click kare.
  • Ab ap setting m jaye.
  • Ab apko account per click kare.
  • Delete my Whatsapp
Hello friend hame bataye ki ye rcks apko kaise lagi ager apko koi bh question hai to ap hame comment Box me comment ker sakte hai  ager ap chate hai ki me apke liye whatsapp se related or trics ko add karu to ap muje comment ker sakte hai.


ager apko ye article accha laga to ap is article ko share kare. or hame Facebook pe like kare Twitter per follow kare. follow kare subscribe kare. 

1 comment:

Dilip Mothariya said...

Bahut Badiya Sir Aapne Achi Post Likhi Hai

Post a Comment