Wednesday 10 May 2017

Mobile ko hang hone se Rokene ke 10 Tips



Aj kal smart  phone ka bhot istemal hone laga hai. Ajj kal sabhi logo samart phone hai jab ap apna phone chalte hai to apka phone kuch mahine baad hang hone lagta hai or apko pata nahi hota ki kis bajhe se apka phone hang ho raha hai Hamara mobile hang hone ke bhot se karan Ho sakta hai maie apko bataouga ki mobile hang kyu  or kab hota hai oor kaise hota hai

Step:-1 apke mobile kam RAM or kam Stroge

sabse phela karan mobile hang hone ke apke mobile kam RAM or kam iternal stroge ho sakta hai jab ap new mobile ko kardte hai to apke mobile me 1 GB RAM kam se kam honi chahiye tabhi apka mobile accha chal sakega.


Read Also:-Ek mobile me 2 application ko kaise chalaye 

Step:- 2 mobile me havy apps ko install karna 

Ap apne mobile me havy MB ke game ko install karte hai, apne mobile per bhot si application ko install karte hai jin application ke bre me ap nahi jante hai or wo application apke mobile ko Hamg karta hai jada applicatiom ko install karne se bhi apka mobile hamg karta hai
Mobile me sabhi phaltu ke apps Uninstall kare,

Read Also:- Airtel me free internet kaise chalaye 

Step:- 3 jis application ko apps use nahi karti hai  use Foce sop ker de

Apke mobile me bhot si esi application hongi jisi aop kam istemal karte hai ap us application ko uninstall ki jaghe per ap usko Force stop ker de  ager eo aplication runing me rhati hai to apke mobile ki hang hine lag sakta hai Force stop karne ke liye ye kare.Setting>App>Manage Application>select app>force stop  ese karne se apki application runnig stop ho jayegi


Read Also:-Bina phone no ke Whattsap kaise chalaye 

Step:- 4 battery saver jaise apps apke phone me jhe ko gher ta hai 


 Ager apke phone me koi bhi battery saver ya antivirus ya Clraner jaise koi bhi application install hai to ap use trant uninstall karde ye sabhi appliation apke mobile ki spec jada leti hai or apke mobile ki battery bhi jada kharch hoti hai. Ye sabhi application apke mobile ko hang karta hai 

Read Also:- Best apllication video call recording ke liye


Stpe:-5 ap internet user hai to mobile ka data clear ker de 

ager app mobile me internet chlate hai to apko apna mobile ka ap ka data clear kar dena chahiye taki apka mobile spec bar jata hai or apka mobile hang hone ki kagaer per aa jata hai apko apne mobile ke browser ka data clear ker sena chahiye 


Step:-6 mobile me usel ess apps ko install  na kare

jis ke app ke bare me ap nahi jate hai us apko ane phone me nahi install karna chahiye qyu ki us apps se appki jankari leak bhi ho sakte hai. isliye apko koi bhi esi application ko install (example:- Auto liker) is apps se apki facebook ki jankari leak  bhi ho sakti 

Step:7 apne mobile me thoda kam se kam 3 ,2 GB tak stroge khali rakhe 

Apne phone me stroge ko 2 3 GB tak space khali rakhe. ager app nahi rakhe ge to apke mobile me stroge bharne ke baad apka mobile Hang hona shuru ho jayega apko mobile chalane ke liye apko mobile me spec khali hona chahiye. 



Step :- 8 apne mobile ka virus chack karke Virus ko delete ker de 

 Ek baat ka dhyan rakhe ager apke mobile me koi virus hai or apko nahi pata hai to ap apne PC me connect karke apne phone ke Virus ko scan ker le  bhir apne mobile se us Virus o delete ker de. 



Step :- 9 New mobile me bhot se apps ko install na kre

New mobile hang kyu hota hai. new mobile jab ap lete hai or apko nahi pata hoto ki apka moiblie kya karna chaiye ap apne mobile me bhot se appd ko instal ker lete hai fier kuch dino baad appka mobile hang hone lagta hai  new mobile lene ke baad apne mobile ager apke mobile me koi apps hai to app use use ap memory card me mve ker de. sabse ap setting>>Apps>> ap jis apps ko memory card me karna chate hai us per click kare Move to SD card per click kare or Wait kare bhi apke mobile ke apps memory me aa jayege. 



Step:- 10 apka mobile jada hang ho raha ha to data reset kr de 

Ager apka moble jada hang ho raha ha to ap apne mobile ko data Factory data reset ker de is se apka mobile sahi chalega or fast bhi chalehga mobile ko reset kaise kare>>setting>>Data factery reset >>Reset phone>>Erase Everything apka mobile reset ho jayega.




No comments:

Post a Comment