Wednesday 15 February 2017

Whattsap me 2 step verification kaise kare.


whattsap khase feature

Whatsapp ke naye feature bare me aaj aapko batane ja raha hu. kis tarhe app pane whattsap ko surak shit rakh sakte hai. 


whattsapp ne logo ko whattsap ko surakshit rakhne ke liye Whattsapp me 2 Step verification louch kiya hai whattsap ko surakhshit rakhne ki liye 6 no ka password bana hoga 

Whatsapp me 2 step verifiction kaise kare.


  • sabse phele app apne whattsap ki setting me jaye usake baad apne apko apne whattsapp account me jaye 
  • Uske baad apne apko 2 Step verificaton me click kare 
  • apko isme 6 no ka code 2 baar dalna hai uske baad appse id magega usme apko email id dalni hai email id dalne baad app enable kr payege 
  • ager app apne 2 step verification ka password bhole jaye to app email me ek link ke jariye app apne whattsap ka password rest ho jayega 
  • ager app apne wattsap ko dusre phone me whattsap chalyege to apse password bhi 6  no ka pasword bhi dena hoga 
kisi bhi khase messge ko group kaise reply kare. 
ager app group me message karte hai to bhot sare messge aate rhete hai lakin app jis message ka reply karna chate ho app nahi kar pate quiki ak ke baad ek message aate rehte hai. ager app ap uska message ka reply karte hai ro koi samje nahi aata. ager app jis message ka reply karna chate ho to usko 2,3 second tak press ker ke rakhe na hai. uske baad appko left side me 1 option per click kare. uake baad apka messge selec ho jayega ap jis bhi messge ko reply denge dono messge ek saath jayege jis messsage aasni se samj aa jayea. 


kaise jane ki kisne kisne appka message group me pada hai.

ager app kisi group me messge bejte hai app janna chate ho ki apke messge kis kis ne pada hai to app ye kare.

apne uss message ko 2 se 3 second tak press ker ke rakhe apke sane uper circle me (i) ka option aaye ga appko uspe click karna hai fir appke sane un sabhi ke no aajye jis jis ne appke messge ko read kiya hai pata chaljayega 


ager app kisi ko group me alart messge kaise beje jane :-

app jis ko group me alert messge bejna chate hai to apke chat message me apko @ dalna hai uske baad apke samne un sabhi ke no apko aption me dekh sakte hai app jis ko bhi alert message bejana chate ho app us no ko select kr lo fir uske baad wo naam me badal jayega or blue colour ho jayega  

No comments:

Post a Comment