Monday, 3 July 2017

Google AdSense ke bina Blog se paise kaise kamaye

Blog se paise kamane ke liye Google AdSense ka istemal kiya jata hai google AdSense No 1 advertisement company hai. google AdSense bhot populer campany hai jis ap paise kama sakte hai.


Google AdSense ke bina Blog se paise kaise kamaye



Google adsense ek Advertisment Network Hai or Har Blogger ki Pahli Choice google AdSense Hai Jaha se Ads le Kar Blog mai lagane se Achi Income Kar Sakte Hai Kya Aap ne Kabhi socha hai Google Adsense Ke Bina Blog se  Paise kaise kamaye ?, ajj me apko batauga ki kaise ap bina google adsense ke  bina bhi app acchi earning ker sakte hai. 


Google AdSense ke bina paise kaise kamaye
#1 Apne blog per dusre ads ka istemal kare.

google pr bhot se advertiesment company hai jo apko jo apko apne blo per ads lagane ke liye paise deti hai is me adsense jaise hi ap apne blog pr ads laga sakte hai  isme sabse acchi baat ye hai ki ap isme se 10$ tak bh apne account me paise le sakte hai.

1 infolink
2 Bidvirtiser
3 Media.net
4 Buysellads
5 AyBoll
6 Revenuehits
7 Chitika.
8 Viglink
9 skim links
10 clicksor
11 Adnow


ye sabhi blogging ads network ke liye bhot badia adsverisment comapany hai jis se ap apne ads laga kr pase kama sakte hai. ap Google adsense ke bina bhi ap apne blog se paise kama sakte hai  

#2 Apna product sell kr ke bhi ap paise kama sakte hai. 

ap apne blog pr apne product ko bhi sell kr sakte hai or usse pasie kama sakte hai apke pass ek blog hai apke blog bhot accha traffic aata hai. ap apne blog pe apne product ka parmotion karke ap apne product ko sell ker sakte ho. apke visiter ko apka product pasand aayega to vo sida apko contact karega.
  

Isme apko pura pasa milga apko kisi ko bhi kuch dene ki jarurat nai hogi. ap apne blog per kisi bhi tarike ka product sell kr sakte hai ager apke visiter ko apka product pasand aata ha to vo apko dubara contact karega jis apki kamai hogi or apke blog ki poplerti badegi.
#3 Affiliate market  

Affiliant market se ap bhot accche paise kama sakte hai. affiliant market google bhi istemal karte hai. ager ap apne blog me ki product ke bare me batate hai to ap apne blog me use product ka link add kr sakte hai 


 jab koi visiter apke product ko apke link se  kharid ta hai to apko us product ka kuch % commison milta hai bhot se log affiliant marketing ka istemal karte hai app bhi affiliant marketing ka istemal karte hai  ap bhi affiliant marketing ki madad se paie kama sakte hai.


#4 Short link

  Blogging mai ye trika asan Laga Muje Kyu ke ye business mai ap ko ek link milegi jin ko hume short Karna Hota Hai or apne Blog Mai ya kahi bhi share karna Hai jub koi un Link ko  open Karta Hai  5 Sec ke Liye ads dikhta Hai Bus aise he humari income hoti hai jitane jayda log link ko open karege Itani Jayda humari income Hogi .


    Link shortness Website par account Bana Kar Apne Blog Ke topics se Related Link ko short Kar Le  e.x ( video,  ya jankari , mp3 ,) Aise chijo ka link short Kar Le Or Apne blog ki post mai laga de  jub koi link open karega to humari income hogi.

  • Short.st
  • Linkshrink.net
  • Linkbucks.com
  • Adf.ly
  • Bc.VC
  • Admy.link
  • Blv.me


#5 Apni service sell kr sakte hai 

ap apne blog pr fiver jesi servise deker bhi paise kama sakte hai jaise ager ap fiver ke bare me jante hai to acchi baat hai fiver per apko sabhi service mil jayegi jaise (Exmple ager apko apne blog ke liye logo lena hia to ap fiver se logo highr ker apne blog ke liye logo banwa sakte hai) apke uske 5$ dene honge waise hi ap apne blog per servie deker apne blog per paise kama sakte hai, ap ape blog pr jiske bare me ap jada jante hai ap uski service apne blog me de sakte hai.  


So friends muje ummid hai ye article apko bhot pasand aaya hoga  Aap bhi blogger hai or abhi tak Google AdSense Se dur Hai To google adsense ke bina blog se paise kaise kamaye ke 5 trike  apki bhot help karega  Or Google AdSense ke Bina Paise kama sake. 
    Apne blogger dosto se ye jankari share jarur Kare Taki wo bhi Kuch income Kar ke Blogging Mai . Hamre Facebook page ko like kare. Twitter pe Follow kare.

4 comments:

Babulal Kol said...

Thanks For Lovely article kaafi accha aur informative hai
Deceased Person Ke Google Account Ko Band Kaise Karwaye

Anonymous said...

very helful for all bloggers

Unknown said...
This comment has been removed by a blog administrator.
Pankaj kumar said...

hello bhai mera bhi blog blogspot par hi hai but ye samjh lo ki jitne bhi log blogspot par blogging kar rahe hain sirf apna samay barbad kar rahe hain aur kuch nahi isliye blogspot ko chhodo aur wordpress par chalo, aisa nahi ki main ye yun hi kah raha hoon ye mera 1.5+ year ka experience hai maine blogspot par sirf time hi barbad kiya hai. iska pata mujhe tab chala jab maine apna wordpress blog banaya .

Post a Comment