Hello friends aj ki is post me ham janege ki blogger me blog tamplate ko moile friendly kaise banaye hamne pichle post me padha hai ki Free me blogger pe blog kaise banaye or qu banaye or bataya tha ki apne blog ki thems ya tamplate kaise change karte hai or mene ye bhi bataya tha ki apne blog ka Title URL kaise change karte hai. aj mene batau ga ki kaise ham apne blog ko mobile friendly banaye.
Blog banane ke baad apko bhot khas djyan rakna padta hai ki apki blog kaise kaam ker rahi hai mera matlab hai ki apki blog ko sahi dang se open hona or fast open hona ager apka blog ager thik dang se work nahi arega to apke blog ke visiter apke blog me aana pasand nahi karege or apki blog ki rank or visiter sono ka nukasan hoga
Aj kal jadater log apne phone me internet chalata hai or jahir si baat hai jab log phone me internet to jada traffic phone se hi aayega ager ap chate hai apki blog per mobile se bhi visiter aaye to apko apne blog ko mobile friendly hona chahiye jo kisi bhi Androide phone me fast ker sake.Iske liye apki website ko mobile friendly hona chahiye. blog ko mobile friendly banane ke liye apko apko kuch setting karni hogi ab suru karti hai.
Yaha click kare or jane ki apka blog mobile friendly hai ya nahi Yaha click kare.
Blogger Tamplate ko Mobile Frendly Banaye
Step :-1 Apko sabse phele apko apne Blogger.com per singin kare
Step :-2 Apne Dashbord me jaye or Thems per click kare.
- Sabse phele ap Theme per click kare or fir setting ke Icons me click kare.
- Ab apke samne ek po-pup window open hogi yaha per apko custom ki jaghe per Default set karne hai
- Uske baad apko Save karna hai.
Ab apka blog mobile friendly ho gaya hai. ab cheackkaer sakte hai kisi bhi mobile ya tablet me ap chack ker sakte hai ki apki site mobile friendly hai .
Ye bhi padhe
Read Also:- Hamara Account qu or kaise hack hota hai jane
Read Also:- Ek mobile me 2 Application kaise chalaye
Read Also:- Whattsap me 2-step cerification kaise kare.Read Also :- Androide Phone me Youtbr ke ads kaise block kare.
No comments:
Post a Comment