Tuesday 9 May 2017

Facebook Best useful Tips and Tricks Hindi me



Facebook ek bhot accha social media hai isko use karna bhi bhot asan hai facbook no 1 social media hai ham dosto ke sath connect or विचारो को साझा ko sajha karne bali social neworking site hai. facebook hame apne dosto parivare se jodker rakhata hai ajj ke jamne me facebook me monthly user 1.94 billion user active rehete hai. 

  • Shared Photo Album Kaise Banaye Facebook me 


Share photo album wo album hota hai jiseme apne friend ko selsct karte hai apne album me photo shere karne ke liye. ager app kahi tour picnic, out of statio me jata hai to ye share photo album apke bhot kaam ka sabit ho sakta hai jis friend ko ap chate hai ki wo apke album me apni photo share kare to ap use select ker sakte hai. Photo album Create kare.


Apko sabse phele profile ki photo ko open kare. Create A new album per click kare. ab ap album ka naam choose kare or Discription likhe, privacy me public select kare. Add contribters option per click kare . ab ap jin friend ko select karna chate hai apne album me photo share karne ke liye unhe select kare.Iske baad folder ko folder save per click kare.

  • Facebook ki kisi post me comment karne ke baad uski notification ko kaise Off kare

Jab ap facebook chalate hai to apke apke facebook me group, page paer post aate hai or ap usme comment aate hai lakin apko uski notification ko off karna chate hai 

kisi bhi post me comment karne ke baad uski Notification ko Off kare. 

( note: shirf Destop me hi post ki notification ko off ker sakte hai ager ap mobile me isko use karna chate hai to apko apne mobile me facebook ko mobile browser me open karke ker sakte hai )






  1. jis post ki notification ko off karna hai us post ko open kare. 
  2. menu scroll bar per click kare
  3. Turn Off notification for this post per click kare yaha per turn on shoe ho raha hai apko turn off show hoga
fir apko is post ki notification nahi aayegi


Facebook me private photo album kaise banaye 


ap apna facebook me private poto album kaise banaye private photo apke alva koi bhi apki photo nahi dekh sakta ap usme apni photo save ker sakte hai 



ap apna private photo album banana chate hai to sabse phele apko apni profile ko open kare or create Album per click kare ab ap apne album ka naam dalna hai ab apko apna privaet album banane ke liye privacy Only me select kare. ab ap apni photo ko album me album kar sakte hai. apki photo apke friend show nahi hogi


  • Facebook per faltu ke ads ko block kare


Facebook ek bhot accha social media khelata hai facebook pe ap dekh sakte hai ki ap jab bhi apna facebook ko open karte hai apke samne ads dikhta hai jo apke bilkul kaam ke nahi hote facebook sabse jada earning advertising se karta hai facebook per lakho karodo company apne ads  facebook per dikhti jo hamre koi kaam nahi aati ab sabal aata hai ki Ham facbook me se facebook ads ko block kaise kare
sabse phele apko menu option per click kare.ab ap ads option per click kare or off kar de.fir apko koi bhi ads dikhi nahi dega

  • Facebook ki video ko download kare kisi bhi device me 
ager ap facebook ki video ko download karna chate hai to ap use download ker sakte hai facebook karne ke liye yaha click kare Facebook ki video download ese kare



  • Facebook me apne friend ko block or unblock kaise kare
Ap apne frien ko block or unblock kaise kar sakte hai jane ham apne ya kisi ko bhi block kyu karte hai Ham apne riend ko block is liye kart hai quki ya to wo hame acahe nahi lagte or jab wo hame paresan karte hai or hamse thik se baat nahi karte hai Ham apne facebook friend ko block or unblock ker sakte hai  



  • Ek click me message bheje apne sabhi facebook  group me 

Ap apne facebook me se ager kisi group me message bejte hai jada samye nahi lagta ager ager apke pas 50 ya 100 group hai to ap unme message bejoge to ap  ko bhot time lag jayeg me is tricks apko batauga ki ap kaise ek click me apne sabhi group message send ker sakte hai. Ek lick me sabhi group me message kaise beje  sakte hai


  • Facebook me ap apne sabhi friends ko Ek click me  apne group me add kaise ker sakte hai


ap apne sabhi freind ko ek click apne group me add ker sakte hai bhot hi assan tarke se ap pane friends ko ek click me add kaise kare ek click me 


apko kisi bhi sable ke hame comment kare or muski puri help karuga apko ye jankri kaise lagi hame comment karke bataye take me apke liye new tricks lata rahu ye jankari apko acchi lagi to ap isko dhare jariur kare

1 comment:

Muskan said...

Bhut achi jankari di h aapne

Post a Comment