Facebook
sabse populer social media ab ke samye me log facebook ko bht jada istemal
karte hai lagbhg 75% log chalate hai ajj ke samye bhot se log facebook chalate
hai sabhi friend list bhot lambi hai is karan ham pata nahi kar pate ki hame
kisne block or kisne unfriend kiya hai
lakin me apko ek esa tarika batauga jis se ap asani se pata kr sakte hai .
Lakin me apko bata du ki ye ham facebook me iski koi bhi jankri nahi di gai hai
ilakin ham apne android mobile ki madad se pata kr sakte hai
Step
by step follow kre
1.sabse
phele apko Who deleted me on facebook app install kare.
2.install
larene ke baad open kare fir facebook
se Login with facebook me
facebook account se login kare
3. Username and password
enter kare aur login kare.
4. Iske baad app ka
successfully logine ho jayega
5.Iske baad upper
left corner verticle line ( Menu ) me click kare.
6. Menu me history
category show hogi usme aapko one day ki notification show hogi.
Note :- me apko ek
baat bata du ki isme apko shirf setup ke baad ki noification show hogi App ke setup ke pehle aapko kisne unfriend
kiya hai ye show nahi hoga.
Es
apps me apke bhot jankari mili rheg Ye apko notification ke alwa bhi or jankri
deta hai jaise
1. new
friend ki jankari milegi
2. Kis
kis ne aapko unfriend
3.
Kisne aapko block kiya
4.
apki friends list me kisne apni id deactivate ki
5.
kisne kisne apni id activate ki bhi jankari is apps ke jariye appko mil jayegi
Friends apko ye post kaisi lagi hame
comment me bataye. Me apke liYe daily ne post lata rahuga taki me apki madad kr
saku post apne friend ko bhi share kare. Apko kisi bhi sable ke iye hame
comment kr sakte hai
Read also :- facebook me apne friend list kaise hide kare.
1 comment:
Nice explained sir kaise main kisi ko bhi facebook par block kar sakta hun
Post a Comment