Blogspot Template ki Themes Kaise change kare Blogspot Template
Hello friends, aaj me apko batayenge ki Blogspot Template Themes Kaise Change karte hai .
Hum apne blog par mehnat karke bahot achche post upload karte hai
Logo ko ho sake utni aasan bhasha me likhte samjata hai jis se logo ko ap ki bhasa samj me aajaye
Phir Bhi agar hamare blog ko like na kare ya hamare web par visitors na badhe to hum nirash ho jate hai
Kyon ki agar itni mehnat karke bhi agar visitors na aaye to dukh jarur hota hai parsan bhi hote hai
Iske liye bas ek hi tarika hai
Apne blog ka template attractive aur simple hona chahiye.
To chaliye jane Blogspot Template Themes Kaise Change Kare. , free templates for blogger,
accha blogger Chahiye Blogspot Template Themes Kaise Change Kare.

Blogger me pahele se bahut se template de rakhe hai free me use karne ke liye. Par wo bahut purane hai or ham jaante hai ki Search Engines ke search karne ke tarike badalte hi jaa rahe hai. To hame jarurat hai ek naye SEO friendly,
Blog Ka Template Change Kyon Kare
Blog ko beautiful banane ke liye. Blogspot Blogger ne to bahut sare free me Tamplate de rakhe hai magar aap ko apna Blog aur bhi sundar aur attractive banana hai to aap ko kisi free website se sundar aur attractive Template download karni hogi.
Waise to
Template download karne ke liye bahut sare website hai jaise

- btemplate.com
- webdesignrazzi.com
- html5up.net
- freehtml5.co
- tamplated.co
Mai aap ko ek jaruri baat bata du ki Blogger sirf ek hi file support karta hai aur wo hai XML file, is liye Blogger ka Template download karne se pahle aap ye jarur dekh le ki aap jo file download kar rahe hai wo XML file hai ya nahi.
Blog Ka Template Change Kaise Kare
Step 1.Sabse pahle aap blogger.com par blog ke liye aap jo mail ID use karte he usse login kare. Waha apne Blog ke Dashboard par jaye.
step 2.Template par click kare.
step 3..Backup/Restore par click kare.
Step 3 1. Naya Template Upload karne se pahle aap apne recent Blog ke Templateka backup le lijiye. Download Full Template par click kar ke. Backup le lena achha hota hai kyon ki agar naya Template upload karne ke baad usme koi problem ya error aati hai to aap us backup wale file se apne purane wale Template ko dubara upload kar sakte hai
4. Ab aap ko apna naya Template upload karne ke liye Choose File par click karna hai.
Click karne ke baad wo aap se puch raha hai ki aap ke naya Template ka XLM file kaha par hai.
Aap us file ko select kar le aur agar aap ke pass nahi hai to aap sabse pahle Template file download kar le.
5. XML file select karte hi Upload ka button active ho jayega aur aap ko Upload button ke upper click karna hai. Upload ke button ke upper click karte hi aap ka naya Template upload ho jayega.
Blogger Blogspot Ka Template Upload Kaise Kare Bas ho gaya. Itna aasan he template upload karna.
Note-Aap karke dekhiye agar koi problem aaye to comment me puch sakte hai tarike.
Mujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur share kare thank you

No comments:
Post a Comment