Hello Friends aj apko me batauga ki Apne blog per Facebook Like box Kaise add kare.apko is article me pata chalega ki kaise ap apne blog me Facebook Like Box ko Add ker sakte hai bhot asani se muje ummid hai ye post apke bhot kaam ki sabit hogi.
Facebook page ko Add karne se apka Facebook page ko Apke Blog me Dikhne lagta hai ap apne Facebook page me wo sari jankari dalte hai or share karte hai jo apke blog se judi hoti hai
Mene apke sath phele kuch facebook ki tricks bhi share ki ap use read ker sakte hai.
1.ek click me sabhi group message send kare
2. Faccebook me apne friend ko block or Unblock kaise kare.
3. ap jaan sakte hai ki apko kisne Facebook pe unfriend or block kiya hai.
4. Facebook me sabhi friend ko Ek click me add kare apne Group me.
Facebook Like Box ko Add Kare Apne Blog me

- Apko sabse phele Blogger.com me login kare.
- Apne Blogger ke "Dashbord" me jaye "Layout" per click kare.
- Ab apko jha per "Facebook like Box" ko lagana chate hai uske liye apko "Add A Gadgets" per click kare.
- Jab ap Add a Gagets per click karege to apke samne ek po-pup windo open hogi or apko HTML/JAVAscript ke samne + per click kare.
- jab ap isper click karege to apke samne ek new po-pup window open hogi kuch is tarhe. ap niche image me dekh sakte hai
- Isme apko Title :me apko Like Us On Facebook dalna hai ya Follow Facebook page jo ap chate hai wo daal de
Note: Apko Content me apko niche diye gaye code ko copy kar kr past karna hai or apne blog Facebook page ka URL dalna hai.
Apko Isme apne Facebook page ka URl Dalna hai. Apko is link ki jag per apne Facebook page ka URL dalna hai
<div id="fb-root"></div><script>(function(d, s, id) { var js, fjs = d.getElementsByTagName(s)[0]; if (d.getElementById(id)) return; js = d.createElement(s); js.id = id; js.src = "//connect.facebook.net/en_US/sdk.js#xfbml=1&version=v2.0"; fjs.parentNode.insertBefore(js, fjs);}(document, 'script', 'facebook-jssdk'));</script><fb:like-box href="https://www.facebook.com/No1jankari" width="292" colorscheme="light" show_faces="true" header="true" stream="false" show_border="true"></fb:like-box>
- Ager apke blog me ye Facebook like box fit nahi bethe to ap iski width ko yaha se Change ker sakte hai. ab ap Save per click kar de
- jab ap save per click karege to po-pup window close ho jayegi.
Ab Save arrangment per click kare ab facebook like box apke blog me lag gaya hai
Is post kisi bhi jankari ya sabal hai ap hame comment ker sakte hai me apki puri help karuga mene ye bloag apki help ke liye banaya hai
muje ummid hai ki apko ye post jarur acchi lagi hogi ager apko ye post achhi lagi hai to is share karna na bhule
1 comment:
Aapne Achi Post Likhi Hai New Blogger Ko Khafi Help Milegi
Post a Comment