Thursday, 2 February 2017

Facebook pe hame kisne block kiya or kisne unfriend kiya jane



  Facebook sabse populer social media ab ke samye me log facebook ko bht jada istemal karte hai lagbhg 75% log chalate hai ajj ke samye bhot se log facebook chalate hai sabhi friend list bhot lambi hai is karan ham pata nahi kar pate ki hame kisne block or kisne  unfriend kiya hai lakin me apko ek esa tarika batauga jis se ap asani se pata kr sakte hai . Lakin me apko bata du ki ye ham facebook me iski koi bhi jankri nahi di gai hai ilakin ham apne android mobile ki madad se pata kr sakte hai

Step by step follow kre



1.sabse phele apko  Who deleted me on facebook app install  kare.
2.install larene ke baad  open kare fir facebook se Login with facebook  me facebook account se login kare

3. Username and password enter kare aur login kare.

4. Iske baad app ka successfully logine ho jayega

5.Iske baad upper left corner verticle line ( Menu ) me click kare.

6. Menu me history category show hogi usme aapko one day ki notification show hogi.


Note :- me apko ek baat bata du ki isme apko shirf setup ke baad ki noification show hogi  App ke setup ke pehle aapko kisne unfriend kiya hai ye show nahi hoga.

Es apps me apke bhot jankari mili rheg Ye apko notification ke alwa bhi or jankri deta hai jaise

1. new friend ki jankari milegi
2. Kis kis ne aapko unfriend
3. Kisne aapko block kiya
4. apki friends list me kisne apni id deactivate ki
5. kisne kisne apni id activate ki bhi jankari is apps ke jariye appko mil jayegi



Friends apko ye post kaisi lagi hame comment me bataye. Me apke liYe daily ne post lata rahuga taki me apki madad kr saku post apne friend ko bhi share kare. Apko kisi bhi sable ke iye hame comment kr sakte hai



1 comment:

Post a Comment