Friday 3 February 2017

Facebook me apne friend ko block or unblock kaise kare






 Facebook Friend Ko Block Aur Unblock Kaise Karte Hai|| Block or unblock.

Agar App ek  Facebook User hai ager app nahi jante hai to jarur pade ye app bhot usful hoga  sabit hoga

Appne facebook me unblock or block ke bare me suna hoga  Block Or Unblock ke Baare me Suna.
apnw bhot se logo ko sekh hoga kuch log paresan karete hai or kuch hamre photo per gande gande comment karte hai tab hame bhot gussa aata hai ya fir bhot se karan hote hai hame nahi chate ki koi bhi hame follow kare. tab ham block ka istemal karte hai

Block karne se kya hoga:- sabse phele wo hame messge nahi kr sakta , or follow nahi kr sakta , hamri profile nahi dekh sakta or ager wo hame facebook me serch karta hai to ham nahi milege nahi profile milige or ham usko asani  se serch kr sakte hai ham usko unblock karke messge bhi kr sakte hai 

us facebook friend ko block kaise kare jante hai
ager app chahe to ap usko baad me unblock bhi kr sakte hai 

  • sabse phele ham janege ki kisi ko block kaise karte hai isme app do tarhe se block kar sakte hai jaise messge block me apko apka friend messge  nahi bej sakte or dusra friend list blocking isme apka friend apko message , comment , apke friend nahi hoga .or apki information bhi show nahi hogi
Read also:- Facebook me hame kisne block kiya janae hindi me 

Block kare:-

1.Sabse  Phele Apne Facebook Account Me Log-in Karna hai.

2.facebook friend ki profile open kare.

3.Agar App Mobile Upyog Karte hai To Usme "Block this Perosn" ka Option Aata hai Aur Us Par Click Karke App block Kar Sakte hai Block Facebook User

1. Agar App Computer Upyog Karte hai To Profile Par Jaakar Block Kar Sakte hai Aur Uske Liye Image Me Dekh Sakte hai


2.Block Karne Bad Facebook Ke Popup Windows me Confirm Karega Aur Apko Confirm Karne ke Baad Wo Person Block Ho jayega is Tareeke Se App Kisi Bhi Person Ko Block Kar Sakte ho.
ab me apko batauga  Ki unblock kaise karte hai

App Post Me Unblock Ke Baare Me Bhi Jaankari Le Sakte hai.Ublock kese kare.

Read also:- apne friend ka wattsap kaise hang kare

Unblock kare :-

 Jis Simple Tarike Se Hum Block Kar Dete hai Usi Simple Tareeke Se Unblock Bhi Ho Jata hai

1.Facebook Me log in Karne Ke Baad
App Facebook Ki Setting Me Jaye.


1.Setting Me Blocking Ka Option Hota hai Jisko ap open kare

2.Blocking Ke Option Par Jitne Friends apne Block kar Rakhe hai. Un Sabse List AA jati hai.

3.Usme Se App Jis Friend Ko Unblockkarna Chahte ho. Usi Ke Naam Ke PassUnblockPar Click Karna Hoga.!Unblock Facebook User

4.Uske Bad Unblock ke Liye Confirm Karna hai. Uske Bad Apka Friend Unblock Ho Jayega


( Note: Facebook Par Unblock Karne Ke Bad App Us Friend Ko 24  Gante Tak Blog Nhi Kar Payenge. Esliye Block Ya Unblock Soch Samajh Kar KareTo App Samjh hi Gye Honge Ki Facebook Par Block Aur Unblock karna Bahut Aasan Hota hai.Agar Apka Koi Sawal hai To App Comment Kar Sakte hai.

Read also :- Facebook id kyu block kyu hoti hai or kaise hoti hai 

3 comments:

Unknown said...

Unblock karne ke bad online Kyun nhi dikhta hai

Abhi said...

Nice Information sir Thank for sharing your experience
Facebook पर किसी को Unblock कैसे करे? Unblock Friends On Facebook In Hindi

Wightloss said...

Thanks sir aapne bahut accha samjhaya hai
https://ab-ke-blogs.blogspot.com/2021/04/Facebook%20me%20kisi%20ko%20block%20kaise%20kare.html

Post a Comment